Hmm Jaan-e-man Jaan-e-man
My love, my love,
Jaan-e-man Jaan-e-man
My love, my love
Hm Hm Hm, Hm Hm Hm
Hm Hm Hm, Hm Hm Hm
Jaan-e-man Jaan-e-man
My love, my love
Jaan-e-man Kisi Ka Naam Nahin
My love,there’s no one I call like that,
Phir Bhi Yeh Naam Honthon Pe Na Ho
But if this name wasn’t on my lips
Aisi Koi Subah Nahin, Shaam Nahin
There wouldn’t be no more dawn, no more sunset.
Jaan-e-man Jaan-e-man -2
My love, My love
[ Mainne Sifr Khayaalon Se, Khwaabon Ki Sej Sajaayi Hai
In my thoughts I decorated a bed with flowers,
Dil Ki Khaali Deewaron Par Ik Tasveer Banaayi Hai ] 2
On my heart’s blank walls I put a picture.
Tasveeron Pe Marta Hoon, Waqt Guzaara Karta Hoon
I die looking at that picture, I look at it all the time,
Main Mehboob Ki Galiyon Ka, Koi Aashiq Badnaam Nahin
I am not an ignoble man who enjoys the streets of love..
Jaan-e-man Jaan-e-man -2
My love, my love,
Kal Ki Baat Khuda Jaane Par Aaj Talaq Woh Baat Nahin -2
God knows my past, but not today’s separation,
Dil Par Baadal Chaaye Hain Par Aankhon Mein Barsaat Nahin
There are clouds on my heart, but not rain in my eyes,
Aisa Main Deewana Hoon, Aisa Main Mastaana Hoon
This is how mad I am, this is how ebrious I am,
Pyaas To Hai In Honthon Par, Lekin Haathon Mein Jaam Nahin
My lips are thirsty,but there’s no water in my hands.
Jaan-e-man Jaan-e-man -2
My love, my love,
Jaan-e-man Kisi Ka Naam Nahin
My love,there’s no one I call like that,
Phir Bhi Yeh Naam Honthon Pe Na Ho
But if this name wasn’t on my lips
Aisi Koi Subah Nahin, Shaam Nahin
There wouldn’t be no more dawn, no more sunset.
Jaan-e-man Jaan-e-man -2
My love, my love
Hm Hm Hm, Hm Hm Hm -2
Hm Hm Hm, Hm Hm Hm