Shiv Shankar ko jisne puja uska hi udhar hua
A person is lavished who worships Lord Shiv Shankar,
Ant kaal ko bhavsagar mein uska beda paar hua
one crosses a raft through an ocean at his final time.
Bhole Shankar ki puja karo
Worship Bhole Shankar,
Dhyan charno mein iske dharo
sit down to meditate him[as a devotee].
Har har Mahadev shiv shambu......
har har[cheering] great-deus[mahadev] shiv shambu......
Damro vala hai jag mein dayalu bada
Pellet drummer is extreme generous in the world.
Din dukhiyo ka data jagat ka pita
Donor of poor,afflicted;world's father.
Sab pe karta hai yeh bhola shanker daya
This meek shanker mercy all.
Sab ko deta hai yeh aashara
He bestows shelter to all.
In pavan charno mein arpan aakar jo ek baar hua
Whosoever once surrendered himself in this sacred feet,
Ant kaal ko bhavsagar mein uska beda paar hua
one crosses a raft through an ocean at his final time.
Om namo Shivay namo
Om namo Shivay namo[mantra]
Har har Mahadev Shiv Shambu......
Har har Mahadev Shiv Shambu......
Naam uncha hai sabse Mahadev ka
Mahadev's name is on the high side;
Vandana iski karte hain sab devta
all deities prayers to him,
Iski puja se vardaan pate hain sab
all are blessed by worshiping him,
Shakti ka daan pate hain sab..
all are gifted with power,
Nag asur prani sab par hi bhole ka upkar hua
Bhole's kindness is to all even to Nag asur creature;
Ant kaal ko bhavsagar mein uska beda paar hua
one crosses a raft through an ocean at his final time.
Shiv Shankar ko jisne puja uska hi udhar hua
A person is lavished who worships Lord Shiv Shankar,
Ant kaal ko bhavsagar mein uska beda paar hua
one crosses a raft through an ocean at his final time.
Bhole Shankar ki puja karo
Worship Bhole Shankar,
Dhyan charno mein iske dharo
sit down to meditate him.
Har har Mahadev Shiv Shambu..............
Har har Mahadev Shiv Shambu..............